Sunday, 26 March 2017

Hai kuch bacha sa....

Jane ye waqt ruka tha ya me ruk gaya gya tha..
K manjeel dikh to rahi thi yha dur se kahi. ..
Or kamjor hone lagi nigaahe meri...
 
                   Hone laga ojhal sab kuch yhaa se...
                    K dekh raha hu ab b yha se ..
                    Par ho chuki h nigaahe kamjor...
 Bechaini si ho rahi h...
Kahi kho naa jaaye jo yhi tha kch waqt pehle...
       Nahi tha kamjor yu.... Ya fir ehsaaas na tha kabhi iskaa...
       Jo aaj hone laga h ye ehsaaas
       Kaaapne lagta hu is ehsaaas se...
       Darne laga hu khudse ..

Beet raha h jo is kadar...
Gut rahi h saase meri...
K chheena ja raha h sb mujse...
 K rokle use tu....   K rok le use tu....
Hai kch bacha sa abhi b yha...
 Hai kch bacha sa abhi b yhaa..........

Thursday, 5 January 2017

MOHABBAT-E-IGNORANCE...

Jaane kesi Mohabbat thi ye, jo ho chuki thi muje is haar se..
K hamesha dur jaana chaha - fir bhi sath iske hu khada..

kitnaa bewafaa hu naa me..
na seh pa raha hu khud ko yu is tarah..
fir bhi na baaj aata hu is bewafaaai se me..

dariyaa ho k esi yaha... doob jaau or fir naa aau..
jhoothe se ye dilaase - jo aksar deta rehta hu khud ko ..
k ab to yakeen hone laga h.. jhoota h tu or jhoote dilaase tere..